Freecharge Kyc kaise Kare-new user complete guide - Withyogesh

Breaking

Thursday, May 7, 2020

Freecharge Kyc kaise Kare-new user complete guide

Freecharge Kyc kaise Kare

Hello dosto is article me Maine apko Freecharge kyc kaise Kare in 2020
Ke bare me  fully Details me bataya h
Freecharge Kyc kaise Kare  | kyc
                   Freecharge kyc kaise Kare

Kyc- know your customer

Freecharge kyc  kaise Kare -

 Chaliye step by step samjate h
  1. Sabse pahle apko Apne mobile me freecharge app ko open kar Lena h.              
  2. Iske bad apko account ke button par click karna h  
  3. Aab apko niche ki side kyc button dik Raha hoga apko is par click karna h
  4. Aap apni kyc ke liye Driving license,voter ID, passport,pen card in me se Kisi bhi ek documents ke dawara kyc Kar sakte h
  5. Iske liye apko Apne documents me di  Gaye details Jaise name number aadi Dal Kar submit button par click karna h
6. Apki kyc complete ho chuki h      

      I hope ye article me btai jankari freecharge kyc kaise Kare aapko samanj me aa gayi hogi |                 
         
Do not forgot share and comments

Realeted this article -

No comments:

Post a Comment

Do not any spam comments

Advertisement